Advertisement
Allah Ta’ala
Farmate hein…
Aiy Bande jo
Hua…
Woh acha…
Hua…
Jo ho raha
Hai…
Acha ho raha
Hai…
Jo hoga woh bhi
Acha hoga…
Tera kia gya jo
Tu rota hai…
Tu kia laya tha jo
Tu ne kho diya…
Jo liya yahein se
Liya…
Jo diya yahein par
Diya…
Jo aaj tera hai
Pehle kisi aur ka
Tha…
Aur kal kisi aur
Ka hoga…
Tabdeeli Kainat
Ka Mamool hai”
Bas tu wo jama kar Jo tu sath le jany wala hai Yani Nek amal”.
(Subhan ALLAH)
The biggest advantage in speaking truth is
that you never need to remember what you said earlier…!
Dolat sa mohabbat na kar,
Ae Insan Kyun K kafan Ki Jaib nhai hoti..
Just Two Lines But Really Meaningful….
“SHORT SUMMERY OF 1ST APRIL”
spain per qabza hua to Muslims ko Christians ny wada kar k ship main swar kiya or kaha k aap hifazat se AFRICA chalay jao ge lekin jab ship sea main gaya to Christians ne Muslims ko zinda jala diya.
THEY CELEBRATE THIS DAY IN MEMORY OF “MAKING MUSLIMS FOOL”
n Muslims r realy fool…
they celebrate this day
Sardar sent SMS to his BOSS:
Me sick, no work
Boss SMS back:
When I am sick I kiss my wife try it
2 hours later sardar sms 2 boss:
Me ok, ur wife very sweet
Reet par likh k mera naam mitaya na karo
Reet par likh k mera naam mitaya na karo
Ankhain sach bolti hain pyar chupaya na karo
Log har baat ka afsana baana lete hain
Sab ko halaat kii rudaad sunaya na karo
Yeh zaroori nahi har shakhs masiiha hie ho
Pyar k zakhm amaanat hain dikhayaa na karo
Shahar-e-ehsaas main patharaav buhat hain ‘Mohsin’
Dil ko sheeshe kai jharonkhon main sajaya na karo
How could an
Angel break
my heart?
Why didn’t
she catch my
falling star? I
wish I didn’t
wish so hard.
Maybe I
wish our
love apart.
Milay to hazaron log thy zindgi main.
wasi
wo sub se alag tha jo dil mein utter gaya.
